Qawwali "Meri Mata Ka Karam"
Aalap: aaa Aaa Aaa Aaa
Jab Naame Nirmala Aa
Gaya Aaa aaaa [3]
Meri Jubaan par [2]
Aaasssssan ek palme mera
kaaaam ho gaya [2]
Ha,
mujheme kuch na tha magar [2]
Unka
hi karam haaaai,
Duniya
A ek elmofan me, Mera Naam ho gaya [2]
Duniiiya
ki anjuman me [2]
Kayam
meraaaa bharam hai [3]....
Refrain:
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Duniyaki anjuman me ho ho ho ho,
Duniyaki anjuman me Kayam mera karam hai
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Mata ka karam hai, Mata ka karama hai, meri Mata ka karam hai [6]
Mata
meri rangili, [aaisa ranga diya hai ][2]
Anware
Nirmala se [dil jagmaga diya hai] [2]
Dilse
mere dui ka Parda hata diya hai [2]
Allah
aur nabi se [mujhe ko mila diya hai ] [2]
Ye
Mata ki Inayat ye Mata ki navajish [4]
Dil pe mere hui hai
[chaitanya ki ye barish] [4]
Nirmal
ye gyan de kar Mastana kar diya hai [4]
Elme
khuda ko mere [Sine me bhar diya hai ] [2]
Manzil
pe moksha ki aab Ho ho ho ho,
Manzil
pe moksha ki aab Pohancha mera kadam hai,Ye
Refrain:
Mata
meri Nirali [Hai Shan unki aali] [2]
Sina
hai noor wala [surat hai bholi bhali] [2]
Unki
har ek ada me allah ki ada hai [4]
Unke
kadam pe chalna [mere liye rava hai] [2]
Talim
man-araf ki mata ne jab se di hai [2]
Muzko
khuda nabi ki pahachan ho gayi hai [2]
Bas
ek nazar me muzko,o o o o, dikhlaye do no alam [2]
Maine jami[n] pe rah
kar [ki shaire arshe ajam] [2]
Miras
meri Sahaji Ho ho ho ho,
Miras
meri Sahaji firdaus hai eram hai, Ye
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Miras
meri Sahaji, firdaus hai eram hai
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Mata ka karam hai, Mata ka karama hai, meri Mata ka karam hai [6]
Mata
ne lab laga kar [Muzko diya hai pyala] [2]
Chamka
meri nazar me [tauhid ka ujala] [2]
Dekha
jo meri janib masti bhari nazar se [2]
Dil
ho gaya hai Roshan [anwar Nirmala se ] [3]
Jab
hui hai mujhko daman se unki nisbat [3]
Allah
aur nabi ki, muz par khuli hakikat [2]
Unki gali me dariya,
chaitanya ka rava hai [2]
Meri Nazar me har
dam [Nirmal ka aastan hai ] [2]
Sahaji aab mere dam
me Ho ho ho ho,
Sahaji aab mere dam
me Nirmala ma ka hi dam hai
Refrain:
Aaa ssss Aaa ssss
Aaa ssss Aaa ssss
Shikayat ho nahi
sakati, [Madava ho nahi sakata] [4]
aab aaisa pak
chahara pak naksha ho nahi sakata [2]
Nirmala Mata ne [2]
Jimma
liya hai Parda Poshika [2]
Mata
Sahaji kisi Ho ho ho ho,
Mata
Sahaji kisi surat rusva ho nahi sakata
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Mata Sahaji kisi, surat rusva ho nahi sakata
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Mata ka karam hai, Mata ka karama hai, meri Mata ka karam hai [6]
Kayam hai bharam mera,
to ye ijjat hai [4]
Ye chashme karam teri ye
teri inayat hai [2]
Kuch bhi na sahi lekin,
ye baat hakikat hai [4]
Katara hi sahi lekin Ho
ho ho ho,
Katara hi sahi lekin
dariya se to nisbat hai
Meri Mata Ka
karam hai [2]
Nirmal mata
ka karam hai [2]
Katara hi
sahi lekin, dariya
se to nisbat hai
Meri Mata Ka
karam hai [2]
Nirmal mata
ka karam hai [2]
Ham yun to bik nahi
sake, [duniyaki bargah me] [4]
Takdir layi khinch kar
[Nirmal ki Jalbagah me] [4]
Maiyya ne moh le
liya, ek lafje Nirmalame [3]
Le ke hi band kar
liya Ho ho ho ho,
Le ke hi band kar
liya, Ishke Sadashiva
Meri Mata
Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Le ke hi band
kar liya, ishke Sadashiva
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Mata ka karam
hai , Mata ka karama hai , meri Mata ka karam hai [6]
Jab tak bika na tha koi
puch tha na tha [4]
Tum ne kharid kar mujhe
ho ho ho ho,
Tum
ne kharid kar mujhe anmol kar diya
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Tum
ne kharid kar mujhe, anmol kar diya
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Mata ka karam
hai , Mata ka karama hai , meri Mata ka karam hai [6]
Hamne to ibadat ko,
karina bana diya [4]
Nirmala Ma ko dekhliya,
sar zuka liya [3]
Takdir par mujhe, aab
naaz kyun na ho [3]
Tumne
karam kiya mujhe ho ho ho
Tumne
karam kiya mujhe Aapna bana liya
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]
Tumne karam kiya
mujhe , Aapna bana liya
Meri Mata Ka karam hai [2]
Nirmal mata ka karam hai [2]Mata ka
karam hai, Mata ka karama hai, meri Mata ka karam hai [6]
sagaga gamama mapapa
gamama sagaga gamama {pa ma ga sa} (Solo)
sagaga
gamama mapapa gamama sagaga gamama (Choeur)
{pama
pama gasa} (Solo)
sagaga
gamama mapapa gamama sagaga gamama (Choeur)
Pause
....
gamama
mapapa SAdhadha mapapa gamama mapapa {SA ni dha pa}(Solo)
gamama mapapa SAdhadha mapapa gamama
mapapa (Choeur)
{SA ni SA ni dha
pa} (Solo)
gamama mapapa SAdhadha mapapa gamama
mapapa (Choeur)
Pause ....
panini niSASA SARERE niSASA panini
niSASA {RE SA ni pa}(Solo)
Le bhajan "Meri Mata Ka Karam" est en fait un qawwali. Il est interprété par Rajiv Bagadadheet et le
choeur de Pune.
Publié par dictionnaire sahaja yoga
Commentaires
Enregistrer un commentaire