Bolo Adi Shakti
Bolo Adi Shakti Shri Mataji, Shri Nirmala Devi Ki Jai
Mahalakshmi, Mahasaraswati, Mahakali Ki Jai
Mahalakshmi Ki Jai, Mahasaraswati Ki Jai
Mahakali Ki Jai!
Bolo Adi Shakti...
Ma Bhakti Priya, Ma Nishka Ma
Hay Nirguna Ma, Nishpapa Ma
Sara Brahmand. Hai Jisme Racha Nirmal Ki Jai
Mahalakshmi, Mahasaraswati, Mahakali Ki Jai
(JAI!)
Ma Nishkala, Ma Nirmala
Shri Mataji, Nirantara
Brahma Vishnu Shiva Shakti Ma Nirmal Ki Jai
Mahalakshmi, Mahasaraswati, Mahakali Ki Jai
(JAI!)
Ma Nirlepa, Niranjana
Mahadevi Ma, Hai Mahamana
Sukh. Kar.ta Ma, Dukh. Harta Ma Kal.ki Ki Jai
Mahalakshmi, Mahasaraswati, Mahakali Ki Jai
(JAI!)
Mahamaya Ma, Jag. Janani Ma
Shubh. Kar.ni Ma, Dukh. Harini Ma
Bolo Vishwa Dharini Sahaj. Dayini Ma Ki Jai
Mahalakshmi, Mahasaraswati, Mahakali Ki Jai (JAI!)
Publié par dictionnaire sahaja yoga
Commentaires
Enregistrer un commentaire